EMAIL SUBSCRIB KARE

banner image

Cranberry health benefits in hindi | Janiye karonda khane ke phayde

Karonda me vitamin - C achchhi matra me hone ke sath sath isme anti oxidant bhi paye jate hai. karonda me vitamin - E aur K bhi paye jate hai. iske alawa karonda me iron, calcium, potessium, aur zinc minerals bhi maojood hote hai.

Cranberry health benefits in hindi 

Cranberry health benefits in hindi



Yeh bhi pade - : jamun ke phayde 

Yeh bhi pade - : Chana ke phayde 

● Haddiyan aur daant majboot kare - : 

karonda khane se haddiyan aur daant majboot hote hai. Kyunki isme calcium ki achchhi matra payi jati hai.

● Khujli door kare - : 

karonda ki jad ko pani me ghiskar khujli par lagane se khujli khatm ho jati hai.

Khaansi door kare - : 

karonda ki pattiyo ka ras nikalkar phir us ras me shahad milakar chatne se Khaansi door hoti hai.

● Karonda ka ras peene se phephdo ki sujan door hoti hai.

● Karonda ke ras ka rojana sevan karne se stan cancer se bacha ja sakta hai.

● Jukam aur bukhar hone par karonda ke ras ka sevan karne se aaram milta hai.

Yeh bhi pade - : sitaphal ke phayde 

Yeh bhi pade - : baigan khane ke phayde 

Yeh bhi pade - : bel khane ke phayde 


● Karonda ke ras ka sevan karne se high blood pressure control me rahta hai.

● Heart rogiyo ko karonda ki sabji me gud dalkar khane se bahut phayda pahunchta hai. 
Cranberry health benefits in hindi | Janiye karonda khane ke phayde Cranberry health benefits in hindi | Janiye karonda khane ke phayde Reviewed by Unknown on June 22, 2016 Rating: 5

No comments:

Powered by Blogger.