EMAIL SUBSCRIB KARE

banner image

Makkhiyan bhagane ke saral aur aasan tariqe | makkhiyan kaise bhagaye

Makkhiyo ko ghar se bhagane ke liye bahut se gharelu upay hai. jaante hai hum kaise Makkhiyo ko ghar se bhaga sakte hai.

Makkhiyan bhagane ke saral tariqe 

Makkhiyan bhagane ke saral aur aasan tariqe

Yeh bhi pade - : machchhar bhagane ke tariqe 

Yeh bhi pade - : ganjapan door kaise kare 

● Laung  ( cloves ) -: 

laung ke oil ko ghar me chhidakne se makkhiya ghar se bhag jati hai.

Lal mirch - : 

lal mirch ke powder me pani milakar ghar me chhidakne se makkhiya bhagane lagati hai. ya phir mar jati hai.

Daal cheeni - : 

ghar me jis jagah par makkhiya jyada baithati ho bahan par daal cheeni rakhne se makkhiya bhagane lagati hai.

Gende ka phool - : 

ghar ke bahar gende ke phool ko lagane se bhi makkhiya aur machchhar ghar me nahi ghuste hai.

Kapoor - : 

agar ghar me makkhiya jyada ho to kapoor ko jalakar ghar me jagah -jagah rakh de. makkhiya turant bhagane lagati hai.

Tulsi - : 

ghar me tulsi ka paodha lagane se kuchh hi dino me makkhiya ghar se bhagane lagati hai.

Yeh bhi pade - neebo ke phayde 

Seb aur laung - : 

ek seb me kuchh launge davakar, jahan par makkhiya jyada ho bahan par rakh de. thodi hi der me makkhiya bhag jayegi.

Sirka aur detergent - : 

ek bartan me thoda sa sirka le aur usme thoda detergent milakar ghar me rakh de. jaise hi makkhiya sirke ki taraf aayengi aur detergent ki bajah se mar jayegi. 
Makkhiyan bhagane ke saral aur aasan tariqe | makkhiyan kaise bhagaye Makkhiyan bhagane ke saral aur aasan tariqe | makkhiyan kaise bhagaye Reviewed by Unknown on July 17, 2016 Rating: 5

1 comment:

Powered by Blogger.