EMAIL SUBSCRIB KARE

banner image

Amazing health benefits of bitter gourd | janiye karela khane se hone wale phaydo ke baare me

Karela khane me to kadwa hota hai. magar sehat ke liye yeh bahut phaydemand hota hai. iske kadvepan ki bajah se log isse khana pasand nahi karte hai. jabki isme fosforas, protien, calcium, carbohydrate aur vitamin bharpoor matra me paye jate hai. aaiye jante hai karela khane ke phayde ke baare me.

》Lips ko gulabi karne ki tips 

》Kidney stone ka gharelu treatment

》Cough ka gharelu treatment


Karela ke phayde hindi me

Karela ke phayde / benefits of bitter gourd 


  ● Gathiya rog me - : 

      Karela khane se blood saaf hota hai.
      aur gathiya rog ka karan bhi blood ka
      saaf na hona hai.
      Isliye karela khane se gathiya rog se
      chhutkara milta hai.

 ●Bavaseer - :

      Ek glass dudh me 2-3 chammach
      karela ka ras milakar khali pet peene
      se bavaaseer me aaram milta hai

 ● Peeliya ( jaundice ) - :

      Peeliya  (jaundice) hone par raj ek
      glass karela ka juice peena chahiye
      jald hi aaram milta hai.

》Jaundice treatment in hindi 

 ● Nasha hone par - :

      Agar sarab peene se nasha jyada ho
      gaya ho to - ek glass karela ka juice
      peene se nasha utar jata hai.

 ● Haija ( cholera ) - :

      Haija  (cholera) hone par karela aur
      pyaaz ke ras ko ek saman matra me
      lekar mila le. aur roj usme se 2
      chammach peene se kuchh hi dino
      me cholera theek ho jata hai.

 ● Diabetes - :

      Roj ek glass karela ka juice peene se
      diabetes kabhi nahi hogi.
      aur jisko diabetes ho wo bhi roj karela
      ka juice piye diabetes me aaram
      milega.

》Diabetes treatment at home 

 ● Digestion theek rakhe - :

      Karela khane se digestion theek rahta
      hai. aur pet me keede bhi nahi hote.

 ● Blood badaye - :

      Blood ki kami hone par roj subah aur
      sham 2-2 chammach karela ka ras
      peene se blood ki kami nahi rahti.

 ● Bhookh badaye - :

         Jin ko bhookh nahi lagti ho unko
         kam se kam har 3-4 din ek baar
         karela ka juice peena chahiye
         bhookh lagne lagegi.

 ● Pimples door kare - :

        Karela ka juice har 1-2 din me peene
        se chehre par pimples nahi hote
        hai.

 ● Blood prssure control kare - :

        Karela ka juice daily peene se blood           pressure control me rahta hai.

 ● Loose motion hone par - :

        Loose motion hone par ek glass pani
        me thoda sa karela ka ras aur chutki
        bhar kala namak milakar din me 2
        baar peene se loose motion band
        ho jate hai.

 ● Dama ( asthma ) - :

        Dama (asthma) ke marijo ko roj
        karela ki sabji khani chahiye
        aaram milta hai.

Amazing health benefits of bitter gourd | janiye karela khane se hone wale phaydo ke baare me Amazing health benefits of bitter gourd | janiye karela khane se hone wale phaydo ke baare me Reviewed by Unknown on October 09, 2016 Rating: 5

No comments:

Powered by Blogger.