EMAIL SUBSCRIB KARE

banner image

Gharelu nuskhe in hindi | janiye kuchh kaam ki jankariyan hindi me

Gharelu nuskhe ka koi side effect nahi hota hai . yeh bahut hi saral aur asardar hote hai . in desi gharelu nuskho ko aajma kar aap apne ghar aur apne parivar ko swasth rakh sakte hai .

Gharelu nuskhe

》Home remedies for cracked heels 

》 Pimples treatment at home 

》 Pitt ki pathari se chhutkara 

Janiye kuchh kaam ke gharelu nuskhe 

Daanto ka dard hone par - : 


agar daant me dard ho to namak aur sarso ke tel ko milakar daanto par lagane se daanto ka dard band ho jata hai . 

Bichchhu ya makkhi ka jahar - : 

agar shahad ki makkhi ya bichchhu dank mar de to namak aur sirka milakar dank ki jagah par lagane se dard door ho jayega aur jahar ka asar bhi nahi rahega . 

Kaan me dard hone par - : 


kaan me dard hone par pyaaz ke ras ko halka garm karke kaan me dalne se kaan ka dard band ho jata hai . 

Baar - baar pesab aana - : 

agar apke bachche me bistar par pesab karne ki bimari ho to rojana ek akharot aur kam se kam 10 kismish bachche ko khilane se bachche ki bistar par pesab karne ki bimari khatm ho jati hai . 

Haddiyan aur daanto ki kamjoori - : 

agar haddiyon aur daanto ki kamjoori door karni ho to rojana tamaatar ka istemal karne se daanto aur haddiyon ki kamjoori door hoti hai . 

Pesab me jalan hone par - : 

agar pesab me jalan ho to rojana bhindi ki sabji khane se pesab ki jalan door hoti hai . 
Gharelu nuskhe in hindi | janiye kuchh kaam ki jankariyan hindi me Gharelu nuskhe in hindi | janiye kuchh kaam ki jankariyan hindi me Reviewed by Unknown on November 04, 2016 Rating: 5

No comments:

Powered by Blogger.