EMAIL SUBSCRIB KARE

banner image

Guava fruit health benefits | amrud khane ke labh

Amrud thandi taseer ka phal hota hai. isko khane se pet ki bahut si bimariyo se bacha ja sakta hai. amrud me vitamin - C achchhi matra me paya jata hai. jiski bajah se kai bimariyo ko door kiya ja sakta hai.

Guava fruit health benefits 


Guava fruit health benefits

Yeh bhi pade - : 

Karonda khane ke phayde hindi me 

Janiye jamun ke phaydo ke baare me 

Makka khane ke phayde 

Digestion theek rakhe - : 

amrud ko kale namak ke sath khane se digestion ki samasya door ho jati hai. yeh digestion theek rakhne ke liye ek achchha phal hai.

Cancer ka khatra kam kare - : 

amrud ek anti cancer phal hota hai. jisko khane se cancer ke cells khatm ho jate hai. Isliye amrud khane se cancer se bacha ja sakta hai.

Diabetes se bachaye - : 

agar rojana amrud ka juice piya jaye to sugar level control me aa jata hai. Kyunki isme phayber ki matra bahut jyada hoti hai. jo diabetes ke rogiyo ko bahut phayda pahunchta hai.

Kabj ki samasya door kare - : 

jin logo ko kabj ki samasya rahti ho unko rojana amrud ka sevan karna chahiye. isko khane se digestion theek rahta hai. aur khana jald hajam hota hai.

Yeh bhi pade - : 

Digestion theek karne ke tariqe 

Aankho ki roshni badane ke tariqe 

Aankho ke liye - : 

amrud me vitamin - A paya jata hai. jo aankho ke liye bahut phayde wala hota hai. agar rojana amrud ka sevan kiya jaye to aankho ki bimariyo se bacha ja sakta hai.

Guava fruit health benefits | amrud khane ke labh Guava fruit health benefits | amrud khane ke labh Reviewed by Unknown on December 13, 2016 Rating: 5

No comments:

Powered by Blogger.