EMAIL SUBSCRIB KARE

banner image

Custard apple health benefits in hindi | janiye sitaphal ke labhkari gud

Sitaphal me achchhi matra me vitamin - C hota hai. iske upyog se potessium, calcium, iron , magnisium , magnise aur fosforas milte hai. isme vitamin - C aur iron hone ki bajah se yeh blood ki kami ko door karta hai.

Custard apple health benefits in hindi

Custard apple health benefits in hindi 

Ganjapan ke liye - :

ganjapan door karne ke liye sitaphal ke beejo ko peeskar usme bakri ka dhoodh milakar pest bana le phir iss pest ko ganjapan par lagane se ho sakta hai kuchh hi dino me phir se baal nikal aaye.

Yeh bhi pade - : aloo khane ke phayde 

Yeh bhi pade - : laukee ke phayde

 Yeh bhi pade - : karela khane ke phayde


● Wajan badane ke liye - : 

jin logo ka wajan kam ho aur wo badana chahte ho to unko rojana khane me sitaphal ka istemal karna chahiye. iske lagatar sevan se kuchh hi dino me wajan badane lagata hai.

joo ke liye - :

sitaphal ke beejo ko peeskar uska pest taiyar kar le phir iss pest ko sar ke baalo me lagane se sar se juye khatm ho jate hai.

Daanto ke liye - :

sitaphal ka rojana istemal karne se daanto aur masoodo ki bimariya door hoti hai.

Blood ki kami door kare - :

agar jis insan ko blood ki kami ho usko rojana khane me sitaphal ka istemal karne se blood ki kami door ho jati hai.

Yeh bhi pade - : pudina khane ke phayde 

Yeh bhi pade - : neebo ke phayde 

● sitaphal ka rojana sevan karne se gadiya rog ka khatra door kiya ja sakta hai.

● Diabetes level ko agar control me rakhna ho to rojana apne khane me sitaphal ka istemal karna chahiye.

● kaam ki bajah se jo log jyada thakan mahsoos karte ho unko rojana khane me sitaphal ka istemal karna chahiye.

● sitaphal khane se digestion theek rahta hai.

● sitaphal khane walo ka blood pressure control me rahta hai. 
Custard apple health benefits in hindi | janiye sitaphal ke labhkari gud Custard apple health benefits in hindi | janiye sitaphal ke labhkari gud Reviewed by Unknown on December 15, 2016 Rating: 5

No comments:

Powered by Blogger.